LoGo

Youtube Channel ko Search me kaise laaye

Youtube Channel ko Search me kaise laaye

agar aapne bhi apna youtube Channel Banaya hai. or aapka channel search me nahi aa rha hai to aaj hum janenge ki hum apne channel ko search me kaise laa sakte hai. ab hum aapko jo bhi chije niche batayenge aapko unhe follow karna hoga.

Unique Channel Name - 

agar aapne bhi apna youtube Channel Banaya hai. or aapka channel search me nahi aa rha hai to aaj hum janenge ki hum apne channel ko search me kaise laa sakte hai.


sabse pehle aapko apne youtube channel ka ek esa naam dekhna hai jo youtube par na mile ya agar youtube par is name ka koi channel hai to us par jada subscriber na ho. agar youtube par aapke naam se koi channel hai or uspe jada subscriber hai to youtube aapka channel nahi dekhayega bo use channel ko dekhaiyega. isliye hamesa unique name se hi youtube channel banana chahiye.

Channel Keyboard Setting - 

ab aapko apne channel ki keyboard setting ko karna hoga. agar aapko nahi pata ki youtube channel ki keyboard setting kaise kare, to aaige aapko batate hai ki youtube channek ki keyboard setting kaise ki jati hai.

Youtube Channel ko Search me kaise laaye


  1. sabse pehle aapko google par search karna hai  youtube studio.
  2. ab aapko use apni mail id se login kar lena hai.
  3. Login ke baad aapko Setting me jana hai. uske baad aapko channel par click karna hai.
  4. ab aapko keyboard ka section milega aapko apne channel ka naam us section me dalna hai aalag aalag tariko se. 

Video Upload

Ab aap jab bhi youtube par koi video upload karoge to tittle ke  last me aapko apne channel ka naam jarur dalna hai. jisse aapka channel youtube search me aaye or sath me aapki video bhi. or aapko kam se kam 5 video to upload karni hi hai.

Youtube Channel ko Search me kaise laaye


Description kaise likhe - 

jab bhi aap apni video upload karoge to aapko description ka section milega aapko description me video ke bare me likhna hai or sath me apne youtube channel ka naam bhi dalna hai. isse bhi aapka youtube channel search me aata hai.


Tags - 

Aap ki video ho ya youtube channel jab tak aap tags ko nahi daaloge tab tak aapka channel rank nahi karega. aagar aap bhi chahte ho ki aapka channel bhi rank kare or search me bhi aaye to uske liye. aapko tags ko fill karna hoga. tags me aap video se related tags daale or sath me channel ka bhi naam daale isse aapka channel search me aa jayega.

 

Share Video - 

Maano aapne bahut hi aacha video bana li lekin jab tak koi use dekhega hi nahi to aapke chaanel rank nahi hoga or na hi aap usse earning kar paaoge. suru suru me aapko channel par views laane ke liye video ko share karna hoga . aap apni video ko kisi bhi platform par share kar sakte ho.

 

FAQ Questions - 

Q1. मैं अपने यूट्यूब चैनल को सर्च में कैसे दिखाऊं?

Ans -  आप हमारी इस पोस्ट को पढ़कर बड़ी ही आसानी से यूट्यूब चैनल को सर्च मे ला सकते हो ।

Q2. मुझे अपना यूट्यूब चैनल सर्च पर क्यों नहीं मिल रहा है? 

Ans - आपने अपने चैनल की सेटिंग्स आची तरहा से नही की है इसलिए आपका यूट्यूब चैनल सर्च मे नहीं आ रहा । 

Q3. मैं अपने यूट्यूब वीडियो को सर्च में कैसे दिखाऊं?

Ans - आप अपनी विडियो को सर्च मे ला सकते है उसके लिए आपको अपनी विडियो की क्वालिटी को अच्छा करना होगा साथ मे description और tags को भी अच्छे से लिखना होगा । तब आपका चैनल सर्च मे आ सकता है । 

No comments

Powered by Blogger.