Top 10 AI Tools
💻 Top 10 AI Tools तो बहुत हैं, लेकिन काम का कौन है ? – मेरी असली लिस्ट
अब देखो, net पर सर्च करोगे तो "Top 10 AI tools" वाली हजारो पोस्ट मिल जाएंगी।
पर असली सवाल ये है – इनमें से कौन सा tool सच में काम का है? और कौन बस "wow" दिखता है पर time waste है?
मैं पिछले 3 महीने से reels, blog, aur youtube shorts बना रहा हूँ – कुछ tools helpfull निकले, कुछ सिर्फ ad chalane लायक।
यहाँ 5 tools की list है जो मैंने खुद यूज़ किये हैं – कोई चकाचौंध नहीं, बस experience के हिसाब से बोल रहा हूँ।
1. ChatGPT – काम का है, पर limit ke sath
इससे बहुत कुछ किया जा सकता है – caption, title, scripts...
पर हां, जब ज्यादा technical या deep सोच चाहिए होती है ना, तब थोड़ा confuse कर देता है।
Tip: इससे script lo, fir thoda apna tadka lagao warna sab same-same lagega.
2. CapCut – simple reel ka king
बिना PC, बस phone me use karo.
Mujhe pasand isliye आया kyuki effects aur templates ready hote hain.
Bas ek audio lo, text daalo, done.
Note: Har baar trending audio me hi mat atko, kabhi-kabhi original bhi chala jaata hai.
3. Murf.ai – jab apni awaaz pasand na aaye
Main frankly bolun to mujhe apni voice boring lagti thi. Murf ne kaam easy kar diya.
Script paste karo, awaaz choose karo – and done.
BUT – free version me download nahi hota. Paisa lagta hai.
4. Canva – har jagah ka jugaadu
Thumbnail banana ho, story design karni हो, ya template ready chahiye – Canva ka use sab karte hain.
Par jab Magic Write try kiya na... meh. Thoda overhyped laga mujhe.
Design ke liye 10/10
AI ke liye – 6/10 max
5. Pictory – lazy logon ka video maker
Ye un logo ke liye hai jinke paas na time hai, na camera.
Script daalo, aur ye visuals, music, voiceover sab laga dega.
Par haan – kabhi-kabhi visuals totally off topic hote hain 😂
🤔 Kya sab AI tools काम के हैं?
Nahi bhai... sab nahi.
Kuch tools बस naye creators ko impress karne ke liye bana diye jaate hain.
Jo काम करता है, वही रखना चाहिए – बाकी uninstall karo, dimag ka load kam hoga।
📌 मेरी सलाह – ज़्यादा tool use मत करो
1-2 tools perfect use karna सीखो...
Har naye shiny tool ke पीछे भागोगे तो content banana भूल जाओगे।
📣 चलो अब तुम बताओ:
तुमने इनमें से कौन सा tool यूज़ किया है?
Aur agar koi hidden gem हो जो tum use karte ho, comments me batana... main bhi try karunga।
Post a Comment