Navi App se Loan Kaise Le
NAVI APP Se Loan Kaise Le
Aaj ke is article me hum Navi App Ke Bare me Baat Karenge. ki hum
navi app ko kis tarha se istemaal kar shakte hai. sabse pehle hum jante hai ki Navi Hai kya.
NAVI App -
simple bhaasa me navi app ek terha ki finance app hai. jisse aap jarurat padne par loan le sakte ho, ui kar sakte ho, investment kar shakte ho. sath, me insurance bhi le shakte ho.
Navi App se Personal Loan Kaise le -
agar aap bhi navi app se personal loan lena chahte ho to aap badi hi aasani se loan le sakte ho. isme aapko 9.90% se lekar 45% tak ka Interest Lagta hai haar saal. iske liye aapko kuch rules hai.
1. Age Limit 21-65
2. Income More than 3 Lakh per year
3. Civil Score More than 650
Required Documents -
1. Aadhar Card
2. Pan Card
3. Bank Statement
Aagar Appko Loan chahiye to aap navi se le sakte hai, lekin isme interest jada lagta hai. aagar aapko jada hi jarurat hai to aap iska istemaal kar sakte ho.
Loan lene ke liye aapko Navi App ko apne mobile me download kar lena hai our usme apni sari details fill karni hai. uske baad navi ka staff aapka civil score check karega aagar unhe sabhi chije sahi lagti hai to bo aapko loan limit de denge. ab aap apni limit me se apni marji se paise le sakte hai jitna aapko chahiye.
Video Kyc in Navi App
Sabhi Process ko karne ke baad option aata hai Video Kyc Ka. isme Navi ke staff ke sath aapki video call connect ki jati hai. screen par aapka face to dekhai deta hai lekin navi ke staff ka nahi. aapse kuch normal se saval puchenge jaise aapka naam, date of birth or address uske baad aapki kyc complete ho jati hai. ou amount aapke account me daal diya jata hai aap apni marji se apni loan repayment ki date select kar shakte ho. agar aap is month loan le rahe ho to aap agle month ki date select kar sakte ho .
Post a Comment